FunMaza ForuM

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

The Best Place To Have Fun & Maza With Friendz

Please Read the suggestions section and give your suggestion for FM skin...Funmaza Forum Is Back.**~~**..Most Welcome To All New and Old FM Users.**~~**..Some New Emotions Are Added..**~ADD this ID in your msn messenger "group845326@groupsim.com" ~*Chat Box on Forum is enable don't forget to log in there*... Keep Posting Have Fun

2 posters

    my collection

    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 8:25 am

    my collection - Page 4 Shamex8
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 8:25 am

    my collection - Page 4 Khussoneq6
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 8:26 am

    Hawaon Ka Safar Rakha Gaya


    Kitna Posheeda Howaon Ka Safar Rakha Gaya
    Aanay Walay Mousamon Say Bay Khabar Rakha Gaya
    Aaj Bhi Phirta Hoon Us Ki Justujo Main Har Taraf
    Koun Si Basti Main Aakhir Mera Ghar Rakha Gaya
    Chaand Mubham Khaab Aankhon Main Liey Phirta Hoon
    Aur Kia Merey Liey Zaad-E-Safar Rakha Gaya
    Doston Main Kuch Meri Pehchaan Tu Baaqi Rahay
    Is Liey Mujh Main Ajab Ajab Hunar Rakha Gaya
    Is Hathaili Par Chamakti Rait K Zarray Hain Ab
    Jis Hathaili Par Kabhi Ganj-Gohar Rakha Gaya
    Mera Apna Khouf Hi Kia Kaam Tha Laikin Mohsin
    Meri Apni Zaat Main Kis Kis Ka Dar Rakha Gaya
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 8:40 am

    ~*~*~*~IZZAT~ *~*~*~


    Jab Baap Ki Iazzat Kam Ho Jaye
    Jab Qaum Ki Ghairat So Jaye

    Jab Bhai Club Ko Jaatay Hoon
    Aur Behno Ka Haq Khaatay Hoon

    Jab Maa Ki Nazrain Jhuk Jayen
    Alfaaz Laboon Par Ruk Jayen

    Jab Ghar Ghar Main Sur Taal Chalay
    Jab Aurat Bhi Nangay Baal Chalay

    Jab Rishwat Sar Char K Bolay
    Aur Taajir Jaan K Kum Tolay

    Aur Jab Yeh Sab Kuch Hota Hai
    RAB Ghafil Hai Na Sota Hai

    Jab Us Ka Qehaar Barasta Hai
    Qaroon Zameen Main Dhansta Hai

    Phir Jab Woh Pakar Par Aata Hai
    Firoun Bhi Ghotay Khata Hai

    Yeh Sab Ibrat Ko Hai Kaafi
    Ab Tu Maang Lo ALLAH Say Muafi
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 8:43 am

    Din Tu Mehnat Main, Mushaqat Main Guzar Jata Hai


    Din Tu Mehnat Main, Mushaqat Main Guzar Jata Hai
    Raat Dehqaan Ki Kaanton Pay Basar Hoti Hai

    Bhook Ka Zehar Jab Jismoon Main Utaar Jata Hai
    Phir Kahin Jaa K Zamanay Ko Khabar Hoti Hai

    Hum Jis Mazdoor Ki Mehnat Pay Aish Kartay Hain
    Is Badnaseeb Ki Chatni Pay Guzar Hoti Hai

    Yeh Jo Dehqaan Aur Mazdoor Hain Insaan Hain Yeh
    In Pay Jo Parti Hai Nafrat Ki Nazar Hoti Hai

    Zindagi Saari Ghulami Main Basar Hoti Hai
    Saans Azaadi Ka Lainay Ko Qabar Hoti Hai

    Zaalim Safaaq Zamanay K Khuda Ban Bethay
    Koi Tehreek Chala Lain Woh Bay Asar Hoti Hai
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:02 am

    Gar Main Dariya K Paas Aaoon Gi


    Gar Main Dariya K Paas Aaoon Gi
    Dar Bhi Lagta Hai Doob Jaon Gi
    Terey Aashkon K Keemti Mooti
    Main Gulo Band Main Jaraon Gi
    Merey Jugnu Say Par Salamat Hain
    Main Tumhain Raasta Dekhaon Gi
    Naryal Ki Safaid Kaashon Say
    Roop Ki Chaandni Bechaon Gi
    Dasht-E-Jaan Main Furaaq K Khaimay
    Rooz Lagwaaon Gi Rooz Giraoon Gi
    Apnay Bachoon K Waastay Mohsin
    Ek Jannat Sa Ghar Banaaon Gi
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:02 am

    my collection - Page 4 Pt55yq2
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:03 am

    my collection - Page 4 Pt52fk7
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:03 am

    my collection - Page 4 Pt56os2
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:04 am

    my collection - Page 4 Pt54yh0
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:06 am

    my collection - Page 4 Pt59kp0
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:06 am

    Mohabbat Ho Gaye Tum Say


    Humaray Deeda-E-Tar Ko Mohabbat Ho Gaye Tum Say
    Kisi Gehray Samandar Ko Mohabbat Ho Gaye Tum Say
    Bhalay Woh Chaandni Shab Ho Ya Fasl-E-Gul Ki Rangeeni
    Merey Har Aik Manzar Ko Mohabbat Ho Gaye Tum Say
    Khuda Jaanay K Ab Is Shugal Ka Anjaam Kia Ho Ga?
    Dil-E-Nashaad- O-Muztar Ko Mohabbat Ho Gaye Tum Say
    Kisi Lamhay Agar Tum Ko Mohabbat Ho Gaye Mujh Say
    Samajh Lena Muqaddar Ko Mohabbat Ho Gaye Tum Say
    Jo Sirf Aur Sirf Apni Zaat Say Hi Pyaar Karta Tha
    Sunu..!! Ek Aisey Pathar Ko Mohabbat Ho Gaye Tum Say
    Nahin Jaati, Tumharay Qarb Ki Khushbu Nahin Jaati
    Merey Ujray Howay Ghar Ko Mohabbat Ho Gaye Tum Say
    Meri Aankhon Ki Jaanib Dekh Kar Tum Jaan Sakti Ho
    K Ek Gehray Samandar Ko Mohabbat Ho Gaye Tum Say
    Kisi Surat Bhi Ab Yeh Aashk Tham Saktay Nahin M
    Meri Aankhon K Sagar Ko Mohabbat Ho Gaye Tum Say
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:07 am

    Yaad Nay Tarpaya Hai


    Aaj Phir Teri Yaad Nay Tarpaya Hai
    Aaj Phir Akailay Dil Nay Sataya Hai
    Booj Si Lagnay Lagi Ab Tu Zindagi
    Terey Saharay Say Khud Ko Behlaya Hai
    Ek Umeed Par Jee Raha Hoon Main
    Issi Umeed Par Khud Ko Samjhaya Hai
    Terey Bin Ab Tu Jeenay Ka Tasawar Hi Nahin
    Terey Bina Kia Ab Tak Jee Paaya Hai
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:07 am

    my collection - Page 4 Kabiisnagarkabiussnagarza5
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:09 am

    my collection - Page 4 Pt58eq7
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:09 am

    May tu ek bujhaa dia hoon




    Tairay raasatay main paraa hoon

    Tairay Dam kaa aasraa hay

    Warnaa main bay aasraa hoon

    Naaptaa hay Mairay qad ko

    Tairay qad say tu Baraa hoon

    Tum jo chaaho wo sazaa do


    Main tu patthar ko banaa hoon


    Tairi Khaatir sheher bhar main

    Haaye kisi kis say Laraa hoon

    Wo shareef ek baa wafaa hay

    Main Ghareeb hoon bay wafaa hoon.
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:10 am

    TUM ACHA NEHE KARTAY


    Kabhi jo ehsaas ho tum ko k

    Tum acha nehe kartay

    Jo mujh ko youn Rulaatay ho

    Lahoo maira jalatay ho

    Agar is aag main jal kar

    Main aik din RAAK hojaawoon

    Mujhay Dil say Bhulaa denaa

    Samandar main bahaa denaa

    Magar ye yaad rakhnaa tum

    Khudaa say ye Duaa karnaa

    K jO achay lagay tum ko

    Wo tum jaisaa har giz na ho.
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:10 am

    Beetay Rishtay Talash Karti Hai


    Beetay Rishtay Talash Karti Hai
    Khushbu Ghunchay Talash Karti Hai
    Jab Guzarti Hai Us Gali Say Sabah
    Khat K Purzay Talash Karti Hai
    Apnay Maazi Ki Justaju Main Bahar
    Peelay Pattay Talash Karti Hai
    Aik Umeed Bar Bar Aa Kar
    Apnay Tukray Talash Karti Hai
    Ek Pagdandi Shehar Tak Aa Kar
    Kuch Musafir Talash Karti Hai
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:10 am

    Un He Ka Fasaana


    Mariz-E-Mohabbat Un He Ka Fasaana
    Sunata Raha Dam Nikaltay Nikaltay
    Magar Zikr-E-Shaam- E-Alam Jab Bhi Aaya
    Chiraagh-E-Sahar Bujh Gaya Jalatay Jalatay
    Irada Tha Tark-E-Mohabbat Ka Laikin
    Fareb-E-Tabassum Main Phir Aa Gaye Hum
    Abhi Khaak-E-Thokar Shambhalnay Na Paaye
    Ki Phir Khaai Thokar Sambhaltay Sambhaltay
    Unhain Khat Main Likha Tha Dil Muztarib Hai
    Jawaab Un Ka Aaya Mohabbat Na Kartay
    Behal Jaaye Ga Dil Behlaatay Behlaatay
    Woh Mehmaan Rahay Bhi Tu Kab Tak Humaray
    Howi Shamma Gul Aur Doobay Sitaaray
    "Qamar Is Qadar Un Ko Jaldi Thi Ghar Ki
    Woh Ghar Chal Diye Chandni Dhaltay Dhaltay
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:12 am

    Na mila tera pataa tou mijhe log kaya kahein gay



    Na mila tera pataa tou mijhe log kaya kahein gay,
    Yuun hee dar-badar raha tou mujhe log kaya kahein gay,
    Tujhe zindagi kaha hai,tu hai zindagi ka haasil,
    Tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gay,
    Meray dil mein zabt-e gamm ka jo chiraag jal raha hai,
    Voh chiraag bhujh gaya tou mujhe log kaya kahein gay,
    Yeh jahaan na jaane kaya kaya mujhe keh raha hai lekin,
    Kabhi tumney kuchh kaha tou mujhe log kaya kahein gay,
    Main chalaa tou hoon sunaane ussay dastaan wafaa kee,
    Koi hadsaa hua tou mujhe log kaya kahein gay,
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:12 am

    Aaj kya janiye kya yaad aaya



    Jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya,
    Aaj kya janiye kya yaad aaya,


    Phir koi haath hai dil par jaise,
    Phir tera ahd-e-wafa yaad aaya,


    Jis tarah dhund mein lipte hue phool,
    Ek ek naksh tera yaad aaya,


    Aisi majboori ke aalam mein koi,
    Yaad aaya bhi to kya yaad aaya,


    Yaad aaya tha bichhadna tera,
    Phir nahi yaad ke kya yaad aaya,


    Jab koi zakham bhara daag bana,
    Jab koi bhool gaya yaad aaya,


    Ye mohabbat bhi hai kya rog,
    Jisko bhoole woh sada yaad aaya..!!!
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:14 am

    Os k janey per bhi ye Dil roYa nahi tha




    Main raaat bhar aaj bhi soia nahi tha
    Os k janey per bhi ye Dil roia nahi tha

    Hajoom mai rehney ka aadi tha wo bohatt
    Nazer mai us ki they sab per mai nahi tha


    Jisey paney ki zid mai ye Dil roia bohat tha
    Aaj chup tha jesey k kuch hooa hi nahi tha


    Wo shakhs mera to tha phir bhi mera nahi tha
    Osey khoney ka dukh kesa jisey paiaa bhi nahi tha

    Duaon mai jisey maang loon apney Rub se
    Meri zindagi mai aisa bhi koi silsila nahi tha


    Dil mai merey ye khiaal kesa tha
    Osey kho ker bhi jesey khoia nahi tha
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:15 am

    Kia QassoR ?



    Dost milate hain yahaan dil ko dukhaane ke liye
    ungaliyaan rakhte hain vo ham pe uthanay ke liye

    kyaa qusuur un kaa ye ik rasm chalii aaii hai
    tohamaten hotii hain duniyaa mein lagaane ke liye

    naaKhudaa maan ke baithe hain jin kii kashtii mein
    vo hamein maujon mein lay aye thay Dubaane ke liye

    vo havaaon kii tarah ruKh ko badal lete hain
    ham nasiibon se laray thay jinhein paane ke liye
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:15 am

    Aasaan Nahin Ishq Tera

    Kuch Is Qadar Bhi Tu Aasaan Nahin Ishq Tera
    Yeh Zehar Dil Main Utar Kar Hi Raas Aata Hai
    Main Tujh Ko Paa K Bhi Khoya Howa Sa Rehta Hoon
    Kabhi Kabhi Tu Mujhay Tu Nay Theek Samjha Hai
    Main Muskura Bhi Para Hoon Tu Kion Khafa Hain Yeh Log
    K Phool Tooti Tooti Howi Qabar Par Bhi Khilta Hai
    Ussay Ganwa K Main Zinda Hoon Is Tarhan Mohsin
    K Jaisey Taiz Hawa Main Chiraagh Jalta Hai
    blind
    blind
    V.I.P Member
    V.I.P Member


    Posts : 1861
    Join date : 2009-11-08
    Location : blindnagar
    Hobbies : poetry searching posting

    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by blind Sun Dec 20, 2009 9:17 am

    Ibadat Hai


    Koi Roota Howa Chehra Hansa Dena Ibadat Hai
    Musibat Main Dowa Lena Dowa Dena Ibadat Hai
    Kisi Bay Aasra Insaan K Tootay Gharoonday Main
    Khaloos-E-Dil Say Ek Pathar Laga Dena Ibadat Hai
    Sa'adat Haj-O-Umrah Ki Baja Apni Jagha Laikin
    Koi Ujra Howa Aanghan Basa Dena Ibadat Hai

    Sponsored content


    my collection - Page 4 Empty Re: my collection

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Sat Nov 23, 2024 8:09 am