YEH BAHARAIN JO MUJH SE RUTHI HAIN....
mere naseeb ne mujhe chora hai
main kisi se kya gila karon
yeh baharain jo mujh se ruthi hain
main kisi se kya mila karon
hazaron khwahishain thein meri
aarzuon mein simtey khwaab they
na gum-o-alum, na paich-o-khum
no swaal they, no jawaab they
par toley, fart-e-josh-e-mohabbat mein
main urta raha, main urta raha
hazaron tukrey hazar bar hoey
main jurta raha, main jurta raha
muje to ab apnon ne tora hai
main kisi se kya gila karon
yeh baharain jo muj se ruthi hain
main kisi se kya mila karon
bhulate hain aksar, magar
wo aksar yaad atey hain
seetey hain zakham aksar, magar
wo aksar chair jatey hain
bechain hai apni zindagi
bechain apna har pal hai
yaadon mein num hai apna aaj
or guzra har kal hai
main to zinda laasha hon Attique
kisi se kya jala karon
ye baharain jo muj se ruthi hain
main kisi se kya mila karon
mere naseeb ne mujhe chora hai
main kisi se kya gila karon
yeh baharain jo mujh se ruthi hain
main kisi se kya mila karon
hazaron khwahishain thein meri
aarzuon mein simtey khwaab they
na gum-o-alum, na paich-o-khum
no swaal they, no jawaab they
par toley, fart-e-josh-e-mohabbat mein
main urta raha, main urta raha
hazaron tukrey hazar bar hoey
main jurta raha, main jurta raha
muje to ab apnon ne tora hai
main kisi se kya gila karon
yeh baharain jo muj se ruthi hain
main kisi se kya mila karon
bhulate hain aksar, magar
wo aksar yaad atey hain
seetey hain zakham aksar, magar
wo aksar chair jatey hain
bechain hai apni zindagi
bechain apna har pal hai
yaadon mein num hai apna aaj
or guzra har kal hai
main to zinda laasha hon Attique
kisi se kya jala karon
ye baharain jo muj se ruthi hain
main kisi se kya mila karon