2 posters
my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°1
my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°2
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°3
Re: my collection
Last edited by blind on Sat Nov 28, 2009 2:32 pm; edited 1 time in total
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°4
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°6
Re: my collection
thnx for lyking dear
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°7
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°8
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°9
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°10
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°11
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°12
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°13
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°14
Re: my collection
[color:c899="Red"]Eid Ka Din Hai Bari Dhoom Ki Tayyari Hai
Eid Ka Din Hai Bari Dhoom Ki Tayyari Hai
Aaoo Hum Un Say Milain Jin Ki Jaib Khali Hai
Lafzoon Say Khail K Bantay Hain Mufakir Yeh Log
In Baray Logon Ki Tu Shaan He Niraali Hai
Hain Tu Hum Dard Ghareebon K Par Miltay Howay Ghabratay Hain
Pata Chalay Nahin Kisi Ko Ghareebon Say Rishtay Daari Hai
Dekh Kar Eid Ki Tayyari Ek Bachay Nay Kaha
Ek Mera Ghar Hai Jahan Bhook Hai Beemaari Hai
Yeh Oounch Neech Ki Tafreek Kab Khatam Ho Gi
Is Ek Jawaab Ki Duniya Sabhe Sanwaali Hai
Eid Milni Hai Tu Rootay Howay Logon Say Milain
Unhain Bata Den Yeh Duniya Faqat Tumhari Hai
Eid Ka Din Hai Bari Dhoom Ki Tayyari Hai
Aaoo Hum Un Say Milain Jin Ki Jaib Khali Hai
Lafzoon Say Khail K Bantay Hain Mufakir Yeh Log
In Baray Logon Ki Tu Shaan He Niraali Hai
Hain Tu Hum Dard Ghareebon K Par Miltay Howay Ghabratay Hain
Pata Chalay Nahin Kisi Ko Ghareebon Say Rishtay Daari Hai
Dekh Kar Eid Ki Tayyari Ek Bachay Nay Kaha
Ek Mera Ghar Hai Jahan Bhook Hai Beemaari Hai
Yeh Oounch Neech Ki Tafreek Kab Khatam Ho Gi
Is Ek Jawaab Ki Duniya Sabhe Sanwaali Hai
Eid Milni Hai Tu Rootay Howay Logon Say Milain
Unhain Bata Den Yeh Duniya Faqat Tumhari Hai
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°15
Re: my collection
Zameen Boos Howa Chaon Deney Wala Shajar
Zameen Boos Howa Chaon Deney Wala Shajar
Jab Sar Pay Aa Gaya Suraj Tu Howi Hum Ko Khabar
Woh Log Shehar-E-Khamoshan Main Bas Gaye Aa K
Kaash Yohn Ho K Unhain Dekh Loon Main Ek Nazar
Wahan Tu Dasht Hai Woh Shehar-E-Nigaran Kahan Gaya
Zindagi Bhar Sath Rahay Ga Talaash Ka Yeh Safar
Alam-E-Khaab Main Roota Howa Dekha Un Ko
Tarap K Reh Gaye, Dil Pay Howa Kuch Aisa Asar
Dil Ki Booseda Imaraat Main Kitnay Log Rahain
Saray Apnoon Ki Tammana Hai Ho Mil Jhul K Basar
Eid K Aanay Ki Mutaliq Mujhay Khabar Na Howi
Main Us Ko Jaanay Na Deti Mujhay Mil Jaati Agar
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°16
Re: my collection
Tujhay Jis Pay Itna Gharoor Hai
Teri Us Aada Say Bhi Hon Aashna, Tujhay Jis Pay Itna Gharoor Hai
Main Jeeoun Ga Terey Baghair Bhi, Mujhay Zindagi Ka Sha'aur Hai
Na Hawas Mujhay Mainaab Ki, Na Talab Saba-O-Shahab Ki
Teri Chashm-E-Naaz Ki Khair Ho, Mujhay Bay-Piye He Saroor Hai
Jo Samajh Lieya Tujhay Be-Wafa, Tu Phir Is Main Teri Bhi Kia Khata
Yeh Khalaal Merey Dimagh Ka, Yeh Meri Nazar Ka Qasoor Hai
Koi Baat Dil Main Woh Thaan K, Na Ulajh Paray Teri Shaan Say
Woh Niazmand Jo K Sar Ba-Khum, Kaye Din Say Terey Hazoor Hai
Main Nikal K Bhi Terey Daam Say, Na Giroon Ga Apnay Muqaam Say
Main Qateel-E-Joor- O-Sitam Sahi, Mujhay Tum Say Ishq Zaroor Hai
M
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°17
Re: my collection
Merey Shehar Main Aaj
Kitna Sitam Hai Pal Raha, Merey Shehar Main Aaj
Kitna Zulm Hai Dhal Raha, Merey Shehar Main Aaj
Karachi Lahore Peshawar, Ek Sab He Ki Dastaan
Dehshaat Ka Dour Chal Raha, Merey Shehar Main Aaj
Dil Say Dimaagh Ka Ab, Rishta Nahin Raha
Josh-E-Janoon Machal Raha, Merey Shehar Main Aaj
Jaago Frishton Jaago, Kyon Soye Howay Ho Tum
Shaitaan Nahin Sambhal Raha, Merey Shehar Main Aaj
Hum Tu Bagbaan "Mohsin", Amaan K Phool Khilayein Gein
Go Waqt Unhain Kuchal Raha, Merey Shehar Main Aaj

- Post n°18
Re: my collection
Merey Wajood Ki Mujh Main Talash Chor Gaya !!
Merey Wajood Ki Mujh Main Talash Chor Gaya !!
Jo Poori Na Ho Kabhi Aisi Aas Chor Gaya !!
Yehi Karam Nawazi Us Ki Mujh Pay Kam Hai Kia !!
K Khud Tu Door Hai Yaaden Tu Paas Chor Gaya !!
Jo Khahishen Thi Kabhi Hasraton Main Dhal Gayen Ab !!
Merey Labon Pay Wo Ek Lafz Kaash Chor Gaya !!
Yeh Mera Zarf Hai Ek Roz Us Nay Mujh Say Kaha !!
K Aam Logon Main Ek Tujh Ko Khaas Chor Gaya !!
Sard Mosam Say Mujhay Isi Liey Tu Nafrat Hai !!
Inhi Raaton Main Mujhay Woh Udas Chor Gaya !!

- Post n°19
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°20
Re: my collection
Jisne humko chaha, use hum chah na sake,
Jisko chaha usse hum pa na sake,
Yeh samajh lo dil tutne ka khel hai,
Kisi ka toda aur apna bacha na sake
Zindagi roz naye rang mein dhal jaati hai ,
Kabhi dushman to kabhi dost nazar aati hai,
Kabhi chha jaaye, baras jaaye, ghata be-mausam ,
Kabhi ek boond ko bhi rooh taras jaati hai
sacchai kat nahi sakti kabhi talwaro se,
jazbat choop nahin sakte kabhi deewaro se,
koi mita nahi paya mohabbat kabhi kisi ki,
yeh toh shola hai jo nikalta hai angaaro se.....

- Post n°21
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°22
Re: my collection
Dil Ki Batain Bata Deti Hain Aankhein
Dhadkanon Jo Jaga Deti Hain, Aankhein
Dil Pe Chalta Nahi Jadoo Chehron Ka Kabhi
Dil Ko Tu Deewana Bana Deti Hain Aankhein
Woh Hum Se Baat Nahi Karti Tu Na Kare
Haal Sara Un K Dil Ka Suna Deti Hain Aankhein
Gham Sada Rehta Nahi Aadmi Ke Saath
Ashk Bana Kar Chalka Deti Hain Aankhein
Aaata Hai Jab Dor - E - Jawani , Tu Aye Dosto
Sunder Sapne Zehan Main Basa Deti Hain Aankhein
Mana Ke Neend Aati Hai Aankhon hi Ke Raste
Magar Kabhi Kabar Neend Uda Deti Hain Aankhein
Shukar Hai Khuda Ne Aata Ki Aankhon Ki Neyamat Humain
Dard -O-Gham Sare Dil Ke Chupa Deti Hain Aankhen!

- Post n°23
Re: my collection
Kya khabar tum ko dosti kya hai
Ye roshni bhi hai andhera bhi hai
Khwahishon se bhara jazeera bhi hai
Bohat anmol ek heera bhi hai
Dosti ek haseen khwab bhi hai
Pass se dekho to sarab bhi hai
Dukh milne pe yeh azaab bhi hai
Aur yeh pyaar ka jawaz bhi hai
Dosti yoon to maya jaal bhi hai
Ek haqeeqat bhi hai khayal bhi hai
Kabhi furqat kabhi vissal bhi hai
Kabhi zameen kabhi falak bhi hai
Dosti jhoot bhi hai such bhi hai
Dil main reh jai to kassak bhi hai
Kabhi ye haar kabhi jeet bhi hai
Dosti saaz bhi sangeet bhi hai
Sheir bhi nazam bhi geet bhi hai
Wafa kya hai wafa bhi dosti hai
Dil se nikli Dua bhi dosti hai
Bas itna samajh lo tum
Pyaar ki inteha bhi dosti hai !!
Ye roshni bhi hai andhera bhi hai
Khwahishon se bhara jazeera bhi hai
Bohat anmol ek heera bhi hai
Dosti ek haseen khwab bhi hai
Pass se dekho to sarab bhi hai
Dukh milne pe yeh azaab bhi hai
Aur yeh pyaar ka jawaz bhi hai
Dosti yoon to maya jaal bhi hai
Ek haqeeqat bhi hai khayal bhi hai
Kabhi furqat kabhi vissal bhi hai
Kabhi zameen kabhi falak bhi hai
Dosti jhoot bhi hai such bhi hai
Dil main reh jai to kassak bhi hai
Kabhi ye haar kabhi jeet bhi hai
Dosti saaz bhi sangeet bhi hai
Sheir bhi nazam bhi geet bhi hai
Wafa kya hai wafa bhi dosti hai
Dil se nikli Dua bhi dosti hai
Bas itna samajh lo tum
Pyaar ki inteha bhi dosti hai !!
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°24
Re: my collection
Apni aaghish main kisi
rouz chupa lo muJh ko ...
Ghum-e-DUniya se
mere ( dOst ) bacha Lo mujh ko ...
Unko dedi hai
Isharooun main iazat maine ...
Mangnay se bHi
na milti hai izat jin ko ...
Meri uljhan meri wahshat
se nikalO mujh kO ...
Unko likha hai kisi
roz yeh khat main jana ...
Hum to khud k bhi nahi
apna bana Lo mujh kO ... !!!
rouz chupa lo muJh ko ...
Ghum-e-DUniya se
mere ( dOst ) bacha Lo mujh ko ...
Unko dedi hai
Isharooun main iazat maine ...
Mangnay se bHi
na milti hai izat jin ko ...
Meri uljhan meri wahshat
se nikalO mujh kO ...
Unko likha hai kisi
roz yeh khat main jana ...
Hum to khud k bhi nahi
apna bana Lo mujh kO ... !!!
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°25
Re: my collection
Hum nazuk nazuk Dil waley,
Bus aisey hi to hotey hain,
Kabhi hanstey hain, Kabhi Rotey hain,
Kabhi dil main Khuwab pirotey hain,
Kabhi mehfil menfil phirtey hain,
Kabhi zaat main tanha hotey hain,
Kabhi Chup ki mohar sajate hain,
Kabhi geet labon per latey hain,
Kabhi sub ka dil behlatey hain,
Kabhi khud main tanha ho jatey hain..........!!!!