2 posters
my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°126
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°127
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°128
Re: my collection
Qarz
Kuch Khaab Hain
Jin Ko Likhna Hai
Ta'abeer Ki Surat Deni Hai
Kuch Loog Hain
Ujhray Dil Walay
Jinhain Apni Mohabbat Deni Hai
Kuch Phool Hain
Jin Ko Chunana Hai
Aur Haar Ki Surat Deni Hai
Kuch Apni Neendain Baaqi Hain
Jinhain Baantna Hai Kuch Logon Main
In Ko Bhi Rahat Deni Hai
Aye Umar-E-Rawaan
Aahista Chal
Abhi Khaasa Qarz Chukana Hai....
Kuch Khaab Hain
Jin Ko Likhna Hai
Ta'abeer Ki Surat Deni Hai
Kuch Loog Hain
Ujhray Dil Walay
Jinhain Apni Mohabbat Deni Hai
Kuch Phool Hain
Jin Ko Chunana Hai
Aur Haar Ki Surat Deni Hai
Kuch Apni Neendain Baaqi Hain
Jinhain Baantna Hai Kuch Logon Main
In Ko Bhi Rahat Deni Hai
Aye Umar-E-Rawaan
Aahista Chal
Abhi Khaasa Qarz Chukana Hai....
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°129
Re: my collection
Meri Yaad Aati Ho Gi
Door Pardes Ko Janay Walay Kabhi Tu Meri Yaad Aati Ho Gi
Main Roota Hoon Yadon Main Teri Tujhay Meri Yaad Rulati Ho Gi
Jatay Waqt Tujhay Keh Na Saka Kia Asar Ho Ga Teri Judai Ka
Han Magar Yeh Sard Hawain Merey Dil Ka Dard Sunati Ho Gi
Chand Kaghaz K Tukron Ki Khatir Apnon Say Naata Toor Diya
Un Tukroon Say Hardam Nikalti Howi Meri Aah Tujhay Bulati Ho Gi
Bina Kuch Sochay Tu Nay Apni Dharti Maa Ko Thukraya Hai
Soch Zara Us Pal Kia Ho Ga Jab Har Maa Aisey Thukrati Ho Gi
Chaand Say Aksar Lartay Jaghartay Main Nay Raatain Ghuzari Hain
Chaandni Inti Tu Aasani Say Tujhay Kabhi Yohn Na Sulaati Ho Gi
Mera Dard, Meri Baatain Yaqeenan Tumhain Bhi Tarpati Ho Gi
"Mohsin" Rota Hai Yadon Main Teri Tujhay Meri Yaad Rulati Ho Gi

- Post n°130
Re: my collection
Main Ab Zoor Kahan
Yeh Khumaar-E-Qatil- E-Mehfil Main Ab Zoor Kahan
Yeh Jumla-E-Bandish- E-Hum Nawaazi Ka Dour Kahan
Koi Rehnumaa Banta Hai Tu Koi Hum Nawa'an Yahan
Shama Nay Jala Diey Parwanay Kaiey, Ek Parwanay Nay Bujhadi Shama Yahan
Un Ka Yeh Hunar Janay Ya Na Janay Par Hai Maloom Mujhay
Woh Tarapta Tha Wahan Aur Larazta Mujh Bin Yahan
Ek Pal K Baad Mera Baseera Koi AUr Jagha Ho Ga Sanam
Main Shooq-E-Tishnagi Aur Chaya Hai Barf Sa Lehaz Yahan
Ab Main Qabil-E-Mehfil Nahin Ya Mehfil Merey Na Darmiyan
Gardishon Nujoom Ka Main Haami, Nahin Koi Maqsad Yahan
Main Lout Kar Aaoon Na Yeh Manzoor Ho Ga Tujhay Laikin
Jo Harkat-E-Junoon Mujh Say Hai Tujh Main, De Ga Koun Yahan

- Post n°131
Re: my collection
Qadmoon Main Bechaon Ga
Har Khushi Tumharay Qadmoon Main Bechaon Ga
Mohabbat Ka Har, Tumhain Pyaar Say Pehnaon Ga
Tumhari Har Subh Ka Aaghaz Merey Pyaar Say Ho Ga
Nasheeli Aankhon Ko Choom Kar Rooz Tujhay Jagaon Ga
Apni Khata Ka Aazala Kuch Yohn Karain Gen Kaif
Hathon Ko Thaam Kar, Tumhain Bar Bar Manaon Ga
Merey Seenay Ki Tarap Tumhari Rah Dekhti Hai
Teri Bahoon Ka Haar Liey, Tumhain Galay Say Lagaon Ga
Terey Chaman Main Khilna Is Gulaab Ki Fitrat Hai
Apni Khushbu Say Tumhara Tan Man Mehkaon Ga

- Post n°132
Re: my collection
Koi Bata Nahin Sakta
Mera Haal-E-Dil Hai Aisa Koi Bata Nahin Sakta
Suntay Hain Loog Magar Koi Suna Nahin Sakta
Hawaon Par Likha Hai Qissa Main Nay Apni Hayaat Ka
K Koi Laakh Chupaye Bhi Tu Chupa Nahin Sakta
Har Aik Chahta Hai K Phoolon Pay Ghuzaray Zindagi
Par Raah Main Paray Kaanton Ko Koi Hata Nahin Sakta
Dil Main Dukh Samoo K Kab Tak Hanstay Raho Gay
Aankhon Main Aansoun Ko Koi Chupa Nahin Sakta
Laakh Chahain In Mast Meloon Main Gum Ho Jayein
Magar Beetay Howay Lamhoon Ko Koi Bhula Nahin Sakta
Koi Rooth Jaaye Tum Say Tu Maana Lena
K Jaanay Waloon Ko Koi Wapis Bula Nahin Sakta

- Post n°133
Re: my collection
Mohabbat Kuch Nahin Hoti
Mujhay Aksar Yeh Kehti Thi,"Mohabbat Kuch Nahin Hoti"
`Hijr Ka Khauf Bay Matlab, Wisal K Khaab Bay Manay?
`Koi Soorat Nigahon Main Kahan Din Raat Rehti Hai?
`Yeh Aansoon, Bay Zuban Aansoon Bhala Kya Bol Saktay Hain?
`Kahan Dil Main Kissi Ki Yaad Say Toofaan Uthtay Hain?
`Kahan Palkon K Saaey Main Nami Din Raat Rehti Hai?
`Kahan Hoti Hain Woh Aankhain, Jahan Barsaat Rehti Hai?
"Magar Aaj Barson K Baad, Ussay Dekha Tu Kya Dekha
`K Us Ki Jheel Aankhon Main Hijr Ka Dard Rehta Hai
`Wisal K Khaab Rehtay Hain, Wahan Barsaat Rehti Hai
`Yuhn Lagta Hai, Kayi Raaton Say Woh Soyi Nahin Shayad'
`Yuhn Lagta Hai Kisi Ki Yaad Ab Din Raat Rehti Hai'
`Aur Us Ki Narm Palkon K Haseen Saaye Bhi Geelay Hain
`Aur Us Ki Khamoshi Aisi K Jis Main Baat Rehti Hai'
`Woh Mujh Say Yeh Nahin Boli,"Mohabbat Kuch Nahin Hoti"
`K Ab Shayad Mohabbat Ki Woh Sab Ramzon Say Waqif Hai

- Post n°134
Re: my collection
Yeh Tanhai Na Hoti
Aaye Kaash Shab-E-Gham Aur Yeh Tanhai Na Hoti
Aaj Us Ki Yaad Toot Kar Mujhay Aaye Na Hoti
Aashkon Kay Poochnay Ko, Koi Ghamgusaar Ho
Aaye Kaash Us Pathar Say Shana Saaye Na Hoti
Aaye Kaash Merey Qalb Ko Mil Jaye Kuch Qaraar
Har Shab, Shab-E-Hijraan Ki Sitam Aarai Na Hoti
Aaye Kaash Un Ki Bazam Say Aata Humain Payaam
Woh Hotay Hum Nawa Tu? Yohn Jag Hansaaye Na Hoti
Aaye Kaash Na Hota Saraab Mousam Woh Ishq Ka...?
Badal Tha Baaraas Jaata, Yeh Ghata Chaaye Na Hoti
Aaraasta Gar Phoolon Say Hoti Yeh Raah-E-Ishq
Dil Nay Har Ek Maqaam Pay Thokar Khaaye Na Hoti
Hota Na Ishq Un Say Tu Phir Aaj Yohn Mohsin...?
Merey Laboon Pay Wafa Ban K Dowa Aaye Na Hoti
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°135
Re: my collection
Mujh se bicher ke khush rahte ho
Meri tarah tum bhi jhote ho
Ujle ujle Phool khele the
Bilkul jese tum haste ho
Ek tahni per CHAND tika tha
Main ye samjha TUM bathe ho
Tum tanha dunya se laro ge
Bachoon se bateen kerte ho
Meri tarah tum bhi jhote ho
Ujle ujle Phool khele the
Bilkul jese tum haste ho
Ek tahni per CHAND tika tha
Main ye samjha TUM bathe ho
Tum tanha dunya se laro ge
Bachoon se bateen kerte ho
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°136
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°137
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°138
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°139
Re: my collection
Ghultay Baraf K Phool
Aik Akaili Raat K Man Main Ghultay Baraf K Phool
Kehray K Malboos Main Liptay Kuch Tanha Say Pal
Chaand Ki Dheemi Low Main Dam Dam Jalti Bujhti Rah
Soonay Ghar K Gate Say Lipti Ek Aawaara Bail
Ek Aanjanay Khouf Say Simti Shashdar Si Dehleez
Apni Apni Jagha Pay Jalti, Thakki Thakki Qandeel
Kursi Par, Sir Peechay Kar K,
Darwazay Ki Jaanib Takti Uljhi Si Do Aankhain
Chooti Maiz Par Thanda Hota Kaafi Ka Ek Cup
Ghaira Karti Wehshi Soochain, Jaaghtay Khaab Aur Main
Goodh Main Kab Say Pari Howi Woh Aik Kitaab Aur Main..!!!

- Post n°140
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°141
Re: my collection
Roona Aaya
Hum Ko Tu Gardish-E-Halaat Pay Roona Aaya
Roonay Walay.! Tujhay Kis Baat Pay Roona Aaya
Kaisey Jeetey Hain Yeh Kis Tarhan Jeeye Jaatay Hain
Ehl-E-Dil Ki Basar Ouqaat Pay Roona Aaya
Kaisey Mar Mar K Ghuzari Hai Tumhain Kia Maloom
Raat Bhar Taroon Bhari Raat Pay Roona Aaya
Husn Nay Apni Jafa'aon Pay Bahaye Aansoo
Ishq Ko Apni Shikayaat Pay Roona Aaya
Saif Yeh Din Tu Qayamat Ki Tarhan Ghuzra Hai
Jaanay Kia Baat Thi K Har Baat Pay Roona Aaya

- Post n°142
Re: my collection
Tashnagi Na Day
Tarastay Laboon Ko Aaye Khuda Tashnagi Na Day
K Rehon Khud Say Juda Itni Bay Khudi Na Day
Raaton Say Pehlay Bhi Main Dara Dara Sa Hoon
Ab K Raat Mujh Ko Aur Koi Aajnabi Na Day
Kaabil-E-Ghour Rahi Hai Meri Hayaat Magar
Mout Day Day Mujhay Ab Aur Zindagi Na Day
Baatil Raha Hai Aashna Ka Mujh Say Har Safar
Ab Baat Koi Mujh Say Nai Aankahi Na Day

- Post n°143
Re: my collection
Bechartay Lamhoon Main
Bechartay Lamhoon Main
Us Nay Mujh Say Kaha Tha Dekho
Humari Raahain Juda Juda Hain
Magar Humain Aik Dusray Ka
Khayal Rakhna Hai Zindagi Bhar
Kisi Bhi Lamha Udaasiyon Ki
Faseel Hayal Na Honay Dena
Hawa K Hathon Pay Likhtay Rehna
Judaaiyon K Tamaam Kissay
Qadam Qadam Pay Jo Paish Aayein
Woh Sanehey Bhi Nazar Main Rakhna
Main Jab Bhi Louta
Tu Apnay Hoonton Ki Taazgi Ko
Tumhari Bujhti Howi
Aankhon Main La Rakhon Ga
Jo Meri Apni Hain Sirf Meri
Bechartay Lamhoon Main Us Nay Mujh Say
Na Jaanay Kia Kuch Kaha Suna Tha
Aur Ab
Ussay Bhi Yeh He Kahay Ga
Woh Jis K Haathon Main Haath Dalay
Naye Safar Par Nikal Para Hai...!
Bechartay Lamhoon Main
Us Nay Mujh Say Kaha Tha Dekho
Humari Raahain Juda Juda Hain
Magar Humain Aik Dusray Ka
Khayal Rakhna Hai Zindagi Bhar
Kisi Bhi Lamha Udaasiyon Ki
Faseel Hayal Na Honay Dena
Hawa K Hathon Pay Likhtay Rehna
Judaaiyon K Tamaam Kissay
Qadam Qadam Pay Jo Paish Aayein
Woh Sanehey Bhi Nazar Main Rakhna
Main Jab Bhi Louta
Tu Apnay Hoonton Ki Taazgi Ko
Tumhari Bujhti Howi
Aankhon Main La Rakhon Ga
Jo Meri Apni Hain Sirf Meri
Bechartay Lamhoon Main Us Nay Mujh Say
Na Jaanay Kia Kuch Kaha Suna Tha
Aur Ab
Ussay Bhi Yeh He Kahay Ga
Woh Jis K Haathon Main Haath Dalay
Naye Safar Par Nikal Para Hai...!
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°144
Re: my collection
Rah-E-Dahar Main Tharra He Jaata Hai
Qadam Insaan Ka Rah-E-Dahar Main Tharra Hi Jaata Hai
Chalay Kitna Hi Koi Bach K Thokar Khaa Hi Jaata Hai
Nazar Ho Khowah Hi Haqaaiq Aashnaa Phir Bhi
Hujoom-E-Kashma Kash Main Aadmi Ghabra Hi Jaata Hai
Khilaaf-E-Maslehat Main Bhi Samajhta Hoon Magar Naaseh
Woh Aatay Hain Tu Chehray Par Tahayur Aa He Jaata Hai
Hawaain Zoor Kitna Hi Lagaayein Aandhiyaan Ban Kar
Magar Jo Ghir K Aata Hai Woh Baadal Chaa He Jaata Hai
Shikaayat Kion Issay Kehtay Ho Yeh Fitrat Hai Insaan Ki
Museebat Main Khayaal-E-Aish- E-Rafta Aa He Jaata Hai
Samajhti Hain Ma'al-E-Gul Magar Kia Zoor-E-Fitrat Hai
Sahar Hotay He Kaliyon Ko Tabassum Aa Hi Jaata Hai

- Post n°145
Re: my collection
Ek Halka Sa Ishaara Tu Agar Kar Deta[U]
Ek Halka Sa Ishaara Tu Agar Kar Deta
Tamaam Umar Tera Intizaar Kar Letey
Waaday Kar Kar K Tu Nay Tooray Hain Buhat Laikin
Bas Ek Aakhri Baar Aitbaar Kar Letey
Merey Baaray Main Sun K Pareshaan Mat Hona
Haan Agar Pooch Leta Tu Kisi Say Haal Mera
Tu Rafeeqoon Main Tera Bhi Shumaar Kar Letey
Chand Ghariyan Jo Bitaaye Thi Hum Nay Sath Terey
Woh Meri Zindagi Ki Sab Say Haseen Doulat Hain
Kaash Kuch Aur Waqt Sath Bitaaya Hota Hai
Tu Un Hi Yaadon Say Hum Phir Say Pyaar Kar Letey

- Post n°146
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°147
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°148
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°149
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°150