Dar Dar Pay Ussay Phir Jhukna Parta Hai
2 posters
my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°176
Re: my collection
Ek Baar Jo Jhuka Halaat K Aaghay
Dar Dar Pay Ussay Phir Jhukna Parta Hai
Dar Dar Pay Ussay Phir Jhukna Parta Hai
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°177
Re: my collection
Dhasht-E-Tanhai Main Jissay Choor Aaye Tum
Saraaboon Say Poochta Hai Yeh Pyaar Kaisa Tha
Saraaboon Say Poochta Hai Yeh Pyaar Kaisa Tha
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°178
Re: my collection
Kitna Nazuk Hai Woh Pari Paikar
Jis Ka Jugnu Say Haath Jal Jaye
Jis Ka Jugnu Say Haath Jal Jaye
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°179
Re: my collection
Suna Hai Jab Say Mohabbat Aayaan Hoti Hai Aankhon Say
Hum Nay Aankhain Band Kar Leen Jab Bhi Tera Khayal Aaya
Hum Nay Aankhain Band Kar Leen Jab Bhi Tera Khayal Aaya
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°180
Re: my collection
Meri Baat Main Tha
Kabhi Yeh Chup Main Kabhi Meri Baat Baat Main Tha
Tumhara Aaks Meri Saari Kaainaat Main Tha
Badan Pay Jaisey Koi Kehkashan Utaar Aaye
Yeh Mo'ajza Tu Faqat Terey Iltifaat Main Tha
Main Kis Gulaab K Hontoon Ko Chu K Aaye Hoon
K Khushbo'on Ka Aajab Raqs Merey Haath Main Tha
Hum Ehl-E-Ishq Buhat Bad Ghuman Hotay Hain
Isi Tarhan Ka Koi Wasf Teri Zaat Main Tha
Hawa K Haath Main Jaisey Chiraagh Jal Uthain
Yeh He Kamaal Teri Justaju Ki Raat Main Tha
Dowa-E-Naim Shabi Raasta Bana Lay Gi
K Yeh Hunar Tu Abhi Dast-E-Mumkinaat Main Tha

- Post n°181

- Post n°182
Re: my collection
Samjha Lo apne dil ko pyaar na kare
Meri Fitrat hai Bewafai Izhar na kare
Humse Paoge Dhoka Tum Yaad Rekhna
Pehle hee Kahte hai Koi Humara Aetbaar na kare
~*~*~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*
Meri Fitrat hai Bewafai Izhar na kare
Humse Paoge Dhoka Tum Yaad Rekhna
Pehle hee Kahte hai Koi Humara Aetbaar na kare
~*~*~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°183
Re: my collection
Kya kahen hum kaise tujhse door ho gaye
Haalaat se, kuch khud se majboor ho gaye
Mohhabbat rula deti hai, kab ye maana tha
Apne dil ke afsaane wohi dastoor ho gaye
Manzil jise samjha bana wo meel ka pathar
Nayi manzil, naye raaste manzoor ho gaye
Hadd se barh jaaye jo ghum, deta nahin dard
Muskura rahe hain, aise hum ranjoor ho gaye
Dil tera reza reza hai, kaise sambhale tujhko
Khudaya humse kaise yeh qusoor ho gaye !!!
Haalaat se, kuch khud se majboor ho gaye
Mohhabbat rula deti hai, kab ye maana tha
Apne dil ke afsaane wohi dastoor ho gaye
Manzil jise samjha bana wo meel ka pathar
Nayi manzil, naye raaste manzoor ho gaye
Hadd se barh jaaye jo ghum, deta nahin dard
Muskura rahe hain, aise hum ranjoor ho gaye
Dil tera reza reza hai, kaise sambhale tujhko
Khudaya humse kaise yeh qusoor ho gaye !!!
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°184
Re: my collection
Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe The,
Kyu Tanha-Se Ho Gaye Hai Tere Jane Ke Baad....
~*~*~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *
Kyu Tanha-Se Ho Gaye Hai Tere Jane Ke Baad....
~*~*~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°185
Re: my collection
Tere umeed ko suraj abhi duba toh nehin
bus yeah hai key us ki roshini hoi madham
na tere dard ko kisi ney daba kar rakha
na tere baat ko kisi ney chupaya har dum
woh to hi hai jase ghamon mein maza ata hai
warna dil mein koi baat kiyun chupata hai
mein teri dost hoon is baat ko samaj to bhi
agar hum barbaad hain us ki wajah bhi khud hum
~*~*~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*
bus yeah hai key us ki roshini hoi madham
na tere dard ko kisi ney daba kar rakha
na tere baat ko kisi ney chupaya har dum
woh to hi hai jase ghamon mein maza ata hai
warna dil mein koi baat kiyun chupata hai
mein teri dost hoon is baat ko samaj to bhi
agar hum barbaad hain us ki wajah bhi khud hum
~*~*~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°186
Re: my collection
~*~*~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*
KASH HATH TUMHARA HAMARA YUHI SADA MILA RAHE
KASH PYARA SA YE RISHTA YUHI BARQARAR RAHE
CHALTI HAI DHADKANE SANSON KE CHALNE SE
KASH YUHI TUM MERE DIL MEIN BASI RAHE
NANHI SI MUSKAAN HOTHON KI TUMHARI
KASH YUHI HAMEIN ZINDAGI JINE KA BAHANA DETI RAHE
JUKI JUKI TUMHARI YE SHARARAT BHARI AANKHEIN
KASH YUHI HAMEIN DUNIA SE BEKHABAR KARTI RAHE
CHEHRE KI WO MASUMIYAT, BAATON KI WO NAZAKAT
KASH YUHI MERE DIL KO BHATI RAHE
SANGIT HO TUM MERI VERAAN ZINDAGI KA
KASH DHADKAN TUMHARI YUHI SARGAM BANTI RAHE
CHANDNI TO NAHI BICHADTI KABHI CHAND SE
KASH YUHI SADA TUM MERA SATH DETI RAHE.
RAWANI YE PYAAR KI
KASH YUHI MOHABBAT KE HAR MUKAM SE GUZARTI RAHE
~*~*~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~

- Post n°187
Re: my collection
So Gaya Hoon...!!!
so gaya hun apni hi khaakh mai.
ab to a kar mujhay na jagao logo.
jinhay yad kar kay ankhain khoon hoti hain.
woh kissay ab yaad na dilao logo.
woh shakhs nahi ab meri zindagi mai.
uski batain a kar mujhay na sunao logo.
dil jala hai to sulagnay ka maza aya.
tum a kar yeh aag na bujhao logo.
meri ankhoon mai sapnoon ki kirchian hain.
koi naya khuab ab mujhay na dikhao logo.
zamanay ka bohot thukraya hua hun.
ab aor to na mujhay tum satao logo.
mai janta hun yadein dard hi deti hain.
tum yeh batain muhjay na samjhao logo.
bulandi say gira hun to afsos kesa.
khakh mai milna tha,muhjay na uthao logo.
mujhay andheray mai jeenay ka hunar ata hai.
meray angan mai a kar diye na jalao logo.......
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°188
Re: my collection
Bohat Dinoo Baad ..!!Bohat Dinoo Baad
Tery Khat k Udas Lafzon Ne
Teri Chahat k Zaiqon Ki Tamaam Khushboo
Meri Ragoo Mein Undail Di Hay
Bohat Dinoo Baad
Teri Baatein
Teri Mulaqaat Ki Dhanak Se Dehakti SaAtein
Ujaar Aankhon Ki Pyas
Pataal Ki Tehon Mein
Visal Waadon Ki Chand Chingarion Ko
Saans Ki Aanch De Kar
Shareer Sholoon Ki Sarkashii k Tamaam Tewar
Sikha Gayi Hain
Tery Mehaktey Muheen Lafzon Ki Aabsharein
Bohat Dinoo Baad
Phir Se Mujh Ko Rula Gayi Hain
Bohat Dinoo Baad
Main Ne Socha
To Yaad Aaya
k Mery Ander Ki Raakh k Dhair Par Abhi Tak
Tery Zamaney Likhey Huye Hain
Sabhi Fasaney Likhey Huye Hain
Bohat Dinoo Baad
Main Ne Socha To Yaad Aaya
k Teri Yaadon Ki Kirchian
Mujh Se Kho Gayii Hain
Tery Badan Ki Tamaam Khushboo
Bikhar Gayi Hay
Tery Zamaney Ki Chahtein
Sab Nishanian
Sab Sharartein
Sab Hikayetein
Sab Shikayetein Jo Kabhi Hunar Mein Khayal Thin
Khuwab Ho Gayi Hain
Bohat Dinoo Baad
Main Ne Socha To Yaad Aaya
k Main b Kitna Badal Gaya Hoon
Bichar k Tujh Se
Kayii Lakeeron Mein Dhal Gaya Hoon
Main Apney Cigrate k Be Irada Dhuwein Ki Surat
Hawa Mein Tehleel Ho Gaya Hoon
Na Dhoond Meri Wafa k Naqsh-e-Qadam k Raizey
k Main To Teri Talash k Be Kinar Sehra Mein
Weham k Be Amaan Bagolon k War Seh Kar
Udaas Reh Kar
Na Janey Kis Raah Mein Kho Gaya Hoon
Bichar k Tujh Se
Teri Tarah Kya Bataon Main b
Na Janey Kis Kis Ka Ho Gaya Hon
Bohat Dinoo Baad
Main Ne Socha To Yaad Aaya...!!!
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°189
Re: my collection
Tumhi mera pyaar ho....Tumhi mera pyaar ho....
Haan tum sirf tum,
Jisey Dil ne her pal manga wo ho TUM,
Mera jina mera merna ho TUM,
Jese phool mein khushboo ho TUM,
Dil may jese dhadkan ho TUM,
Aankho main jese khowab ho TUM,
Meri raah meri manzil ho TUM,
Zindagi k aas ho TUM, haan TUM.....
Mera sab kuch ho TUM,
Mera pyaar ho TUM... Sirf TUM....
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°190
Re: my collection
shukriya....
mujhe chaha hai tune is shiddat se
meri har khwaish ka khayal rakha
mujhe sar ankhau pe bithakar
meri har khushiyau ko sambhal rakha
mere dil ko apne dil se jod kar
mujhe apne dil ke qareeb rakha
mujhe apni agosh me chupa kar
mujhe khud se zyada azeez rakha
teri is wafa ka shukriya
teri har chah ka shukriya
tere pyar ke is ehsaas ka
aur is khubsurat saath ka shukriya....
meri har khwaish ka khayal rakha
mujhe sar ankhau pe bithakar
meri har khushiyau ko sambhal rakha
mere dil ko apne dil se jod kar
mujhe apne dil ke qareeb rakha
mujhe apni agosh me chupa kar
mujhe khud se zyada azeez rakha
teri is wafa ka shukriya
teri har chah ka shukriya
tere pyar ke is ehsaas ka
aur is khubsurat saath ka shukriya....
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°191
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°192
Re: my collection
Barish Ka Ye Mousam Koch Yaad Dilata Hai
Kisi Kay Saath Honay Ka Ehsaas Dilata Hai
Bheegi Hoye Raatain Khamosh Si Baatain
Aisay Main Koch Kaho Tu Her Lafz Madhem Ho Jata Hai
Barsat Ki Hain Bondain, Bondon May Hai Khushbo
Ye Lumha Tu Dil Ka Ehsaas Chuu Jata Hai
Aisay Main Tum Bhi Keh Do Dil Ki Baat
Ye Mousam Tu Pal Bhar Main Beet Jata Hai
Kisi Kay Saath Honay Ka Ehsaas Dilata Hai
Bheegi Hoye Raatain Khamosh Si Baatain
Aisay Main Koch Kaho Tu Her Lafz Madhem Ho Jata Hai
Barsat Ki Hain Bondain, Bondon May Hai Khushbo
Ye Lumha Tu Dil Ka Ehsaas Chuu Jata Hai
Aisay Main Tum Bhi Keh Do Dil Ki Baat
Ye Mousam Tu Pal Bhar Main Beet Jata Hai
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°193
Re: my collection
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°194
Re: my collection
Main Jis Say Kinara Karta Hoon
Ajeeb Baat Hai Main Jis Say Kinara Karta Hoon
Ussi Ko Neend Main Pukara Karta Hoon
Saja K Phool Say Chehray Ko Apni Aankhon Main
Main Khaabon, Khayalon Ki Duniya Sanwara Karta Hoon
Bas Ek Tu He Merey Haal-E-Gham Say Waqif Hai
Tujhay Khabar Hai Main Kaisey Ghuzara Karta Hoon
Ajeeb Baat Hai Main Jis Say Kinara Karta Hoon
Ussi Ko Neend Main Pukara Karta Hoon
Saja K Phool Say Chehray Ko Apni Aankhon Main
Main Khaabon, Khayalon Ki Duniya Sanwara Karta Hoon
Bas Ek Tu He Merey Haal-E-Gham Say Waqif Hai
Tujhay Khabar Hai Main Kaisey Ghuzara Karta Hoon
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°195
Re: my collection
Humain Kuch Bhi Yaad Nahin Raha
Na Mohabbatain Na Aadawatain Humain Kuch Bhi Yaad Nahin Raha
Na Sitam Tera Na Nawazishain Humain Kuch Bhi Yaad Nahin Raha
Teri Dharkanoon Ki Rawaaniyan Teri Dosti Ki Jawaaniyan
Na Woh Qurbatain Na Rafaqatain Humain Kuch Bhi Yaad Nahin Raha
Humain Zindagi Ki Haqeeqaton Nay Bhula Diey Hain Woh Raat Din
Na Woh Qurbatain Na Rafaqatain Humain Kuch Bhi Yaad Nahin Raha
Kahin Badliyan Kahin Barishain Kahin Shokhiyan Kahin Nazishain
Terey Sheher Ki Woh Qayyamatain Humain Kuch Bhi Yaad Nahin Raha
Kabhi Bhi Parashtesh-E- Yaar Main Na Sawaab Tha Na Aazab Tha
K Na Janay Kion Ki Ibadatain Humain Kuch Bhi Yaad Nahin Raha
Kahin Shaam Ka Terey Aanchalon Pay Likha Howa Koi Geet Bhi
Kahin Mousamoon Ki Riyazatain Humain Kuch Bhi Yaad Nahin Raha
Ussay Dekhna Ussay Soochna Ussay Chahana Ussay Poojna
Dil-E-Muztarab Ki Woh Halatain Humain Kuch Bhi Yaad Nahin Raha

- Post n°196
Re: my collection
Kaisi Qayyamat Sahi Thi Main Nay
Kaisi Qayyamat Sahi Thi Main Nay
K Doori Tujh Say Chunni Thi Main Nay
Likhay Thay Aansoo Jagha Jagha Pay
Kitaab-E-Chahat Parhi Thi Main Nay
Bekhar Chuki Hai Hawa Ki Suraat
Woh Baat Jo Khud Say Kahi Thi Main Nay
Woh Terey Chehray Pay Nazm-E-Ulfat
Jigar K Khoon Say Likhi Thi Main Nay
Woh Khilkhila K Hansi Thi Shayad
Ek Jaltarang Si Sunni Thi Main Nay
Kaisi Qayyamat Sahi Thi Main Nay
K Doori Tujh Say Chunni Thi Main Nay
Likhay Thay Aansoo Jagha Jagha Pay
Kitaab-E-Chahat Parhi Thi Main Nay
Bekhar Chuki Hai Hawa Ki Suraat
Woh Baat Jo Khud Say Kahi Thi Main Nay
Woh Terey Chehray Pay Nazm-E-Ulfat
Jigar K Khoon Say Likhi Thi Main Nay
Woh Khilkhila K Hansi Thi Shayad
Ek Jaltarang Si Sunni Thi Main Nay
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°197
Re: my collection
Maine to mohabbat ki hai
Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko
Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai
Tum agar aankh churao to ye haq hai tumko
Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai
Mere dil ki mere jazbaat ki qeemat kia hai
Uljhe uljhe se khayalat ki qeemat kia hai
Mai ne kyun pyar kiya,tum ne kyun na pyar kiya
Inn pareshan sawalaat ki qeemat kia hai
Tum jo ye bhi na batao to ye haq hai tumko
Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai
Tumko dunia k gham-o-dard se fursat na sahi
Sab se ulfat hai ,mujh se hi mohabbat na sahi
Main tumhara hon wohi mere liye kya kam hai
Tum mere ho k raho ye meri qismat na sahi
Aur mere dil ko jalao to ye haq hai tumko
Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°198
Re: my collection
Dhoka Diya Mujh Ko
Zindagi K Khaab Nay Dhoka Diya Mujh Ko
Yeh Gham Hai K Aap Nay Dhoka Diya Mujh Ko
Log Pee K Khush, Main Pee K Buhat Rooya
Kambakht Sharab Nay Dhoka Diya Mujh Ko
Mujh Say Kar K Wada Azaab Bhool Gaye
Zinda Hoon Kion K Azaab Nay Dhoka Diya Mujh Ko
Ittifaaqan Milay Aur Ittifaaqan Khoo Gaaye
Is Haseen Ittifaaq Nay Dhoka Diya Mujh Ko
Aaj Main Khud Ko Haasil Nahin Hota
Zindagi Nay Kahan Pohncha Diya Mujh Ko
Main Aandheroon Main Kabhi Raha He Nahin Tha
Kal Merey Saaye Nay He Chonka Diya Mujh Ko

- Post n°199
Re: my collection
Yeh Ghumaan Baqi Hai
Doob Rahi Hain Saansain Magar Yeh Ghumaan Baqi Hai
Aanay Ka Kisi Shaksh K Abhi Imkaan Baqi Hai
Muddat Howi Ek Shaksh Ko Bichray Laikin
Aaj Tak Merey Dil Pay Ek Nishaan Baqi Hai
Woh Saibaan Chin Gaya Tu Koi Gham Nahin
Abhi Tu Merey Sir Pay Yeh Aasmaan Baqi Hai
Kashti Zara Kinaaray K Qareeb He Rakhna
Bikhri Howi Lehroon Main Abhi Toufaan Baqi Hai
Tumharay He Aashkon Nay Lab Si Diey Warna
Abhi Tu Merey Dukhoon Ki Buhat Daastan Baqi Hai
Ghamoon Say Keh Do K ABhi Na Rakht-E-Safar Baandhain
K ABhi Tu Merey Jism Main Kuch Aur Jaan Baqi Hai
Ja Chukay Hain Sab Log Khamosh Pari Hai Basti
Magar Kisi Aas Pay Ek Makeen-E-Makaan Baqi Hai
blind- V.I.P Member
- Posts : 1861
Join date : 2009-11-08
Location : blindnagar
Hobbies : poetry searching posting
- Post n°200
Re: my collection
Ya Meri Reet k Sahra ko Samundar kar dey,
Ya Meri Ankh k Pani ko b Pathar kar dey,
Or Kuch nahi Mangta Mai Tujh se ya RUB,
Meri Chadar Mary Pawoon k Bra-bar kar dey